Istikhara Dua kaise Karni chahiye aur kyo karani chahiye
Istikhara Dua Kaise krain? Istikhara Ek dua hoti hai jo k allah ki sallah laine k liye, Yeh esse hi hai jasse app apny bady bajurg say sallah laity ho k kya krna chahiye. Yeh har achy kaam say pehli ki ja sakti hai, yeh dua tab bhi ki jati hai jab apko koi faisla krna ho allah apko ishara detta hai k apko kya krna chahiye. Agr app bhi kisi kaam k liye istikhara krna chahty hain toh is blog main hum voh sab batain discuss karengy jo k liye istikhary k liye jaroori hoti hai. Quran-e-Pak Main Jin cheezon ki manahi hai ya fir jin cheezon ko zroori krna bataya gya hai usky kiye apko istikhara krny ki zaroorat nahi hai. Jaise k Hajj par jana. Lekin ager apki sehat apko hajj par jane ki izazat nahi detti toh app istikhara kar sakty hain. Also Read: Karobari Bandish Ka Fori Hall Istikhara How to Perform istikhara for someone you Love Istikhara karny ki Wajah:- 1. Do alag alag cheezon main chunav karna. 2. Shadi say pehly ghar k bady bazurag istikhara karty hain yeh janny k